|
Jism 2 (Maula) Lyrics
Hindi Lyrics >
Jism 2 Lyrics > Maula
Lyrics
| Movie |
Jism 2 |
| Song |
Maula |
| Singer |
Ali Azmat |
| Producer |
Dino Morea, Pooja Bhatt |
| Director |
Pooja Bhatt |
| Music Director |
Arko Pravo Mukherjee, Mithoon, Vicckey Goswami |
Maula lyrics of movie Jism 2 |
| |
Ishq b kia re maula
Dard b dia re maula
Ishq bhi kia re maula
Dard bhi dia re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi lia re maula
Zindagi jia magar
Kuch reh gaya baaqi
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jaha rukha wahan pe
Jaam hai kali
Dum taram taram taram ta
Chaha ki kami main tu hai
Aankh ki nami main tu hai
Aansu mein tu pias main tu
Saans main tu
Bewaja hasi main tu hai
Jo dhike ussi main tu hai
Ishq mein tu rashk mein tu
Jaan mein tu
Ishq bhi kia re maula
Dard bhi dia re maula
Yun toh khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kia re maula
Ilm bhi lia re maula
Zindagi jia magar
Kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan rukha wahan pe
Jaam hai kaali
Dum taram taram taram ta
Zeast ki sachaion se
Rooh ki gahraion se
Raat ki tanhaion se
Tu guzar zara
Dum taram taram taram ta |
| |
|
|
|