Home

Songs

Wallpapers

Movie Reviews

Download

Songs Lyrics

Hindi Movies

Download Funatoz Toolbar

Follow us on Facebook

Follow us on Twitter

Follow on Google Plus


Jannat 2 Movie
Jannat 2 Songs
Jannat 2 Wallpapers
Jannat 2 Trailer
Jannat 2 Review



hindi movie Jannat 2 songs lyrics

Jannat 2 (Rab Ka Shukrana) Lyrics

Hindi Lyrics > Jannat 2 Lyrics > Rab Ka Shukrana Lyrics

Movie Jannat 2
Song Rab Ka Shukrana
Singer Mohit Chauhan
Producer Mahesh Bhatt
Director Kunal Deshmukh
Music Director Pritam Chakraborty


Rab Ka Shukrana lyrics of movie Jannat 2

 
Tu hai ab jo baahon mein, qarar hai
Rab ka shukrana
Saanson mein hai nasha, khumar hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai
Rab ka shukrana
(rab ka, shukrana)

Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu, aa main bikhru
Teri baahon mein
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu, aa main bikhru
Teri baahon mein, fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri, jahaan hai
Rab ka shukrana
Khwabon ki khayalon ki udaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai
Rab ka shukrana

Sab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein
Jazbon ka toh naya bayaan hai
Rab ka shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu, azaan hai tu
Rab ka shukrana
 


Jannat 2 Lyrics Tags
Hindi Songs Lyrics, Rab Ka Shukrana lyrics , Jannat 2 Lyrics


Movies Songs

Mobiles/SMS

About FunAtoZ
 




www.FunAToZ.com is Best Viewed at 1024x780
Copyright © 2002-2013 Reseverd