Home

Songs

Wallpapers

Movie Reviews

Download

Songs Lyrics

Hindi Movies

Download Funatoz Toolbar

Follow us on Facebook

Follow us on Twitter

Follow on Google Plus


Jaane Tu Ya Jaane Na Movie
Jaane Tu Ya Jaane Na Songs
Jaane Tu Ya Jaane Na Wallpapers
Jaane Tu Ya Jaane Na Trailer
Jaane Tu Ya Jaane Na Review



hindi movie Jaane Tu Ya Jaane Na songs lyrics

Jaane Tu Ya Jaane Na (Jaane Tu Mera Kya Hai) Lyrics

Hindi Lyrics > Jaane Tu Ya Jaane Na Lyrics > Jaane Tu Mera Kya Hai Lyrics

Movie Jaane Tu Ya Jaane Na
Song Jaane Tu Mera Kya Hai
Singer RUNA RIZVI
Producer Mansoor Khan, Aamir Khan
Director Abbas Tyrewala
Music Director A R Rahman


Jaane Tu Mera Kya Hai lyrics of movie Jaane Tu Ya Jaane Na

 
Jaane Tu Mera Kya Hai, Jaane Tu Mera Kya Tha
Tu Hi Mera Har Pal, Tu Hi Har Lamha Tha
Jaane Kaisi Kashish Hai, Jaane Kaisi Khalish Hai
Kyun Yeh Saans Thami Hai, Aankhon Mein Kyun Nami Hai
Hai Dosthi Humko Yakeen Tha, Dosti Aur Kuch Bhi Nahin Tha
Hai Kaisa Ye Dard Naya Sa Kyun Dil Lagtha Toota Toota Sa
Jaana Dil Jaana Kaise Meine Na Jaana
Ke Pyar Yahin Hai, Yeh Jaane Tu Ya Jaane Na
Jaana Dil Jaana Kaise Tune Na Jaana
Yeh Pyaar Yahin Hai, Jaane Tu Ya Jaane Na

Jaane Tu Mera Kya Hai, Jaane Tu Mera Kya Tha
Tu Hi Mera Har Pal, Tu Hi Har Lamha Tha

Oooo Hothi Thi Tujh Se Subha Har Din Ki
Teri Dopehar Se Shyam Ki Dhun Thi
Hothi Thi Raathein Teri Baathon Mein Khoye
Tere Khayalon Mein Jaage Aur Soye..
Tu Jo Nahin To Kya Raha

Jaane Tu Mera Kya Hai, Jaane Tu Mera Kya Tha
Tu Hi Mera Har Pal, Tu Hi Har Lamha Tha
Jaane Kaisi Kashish Hai, Jaane Kaisi Khalish Hai
Kyun Yeh Saans Thami Hai, Aankhon Mein Kyun Nami Hai
Jaana Dil Jaana Kaise Meine Na Jaana
Ke Pyar Yahin Hai, Yeh Jaane Tu Ya Jaane Na..
Jaana Dil Jaana Kaise Tune Na Jaana
Yeh Pyaar Yahin Hai, Yeh Jaane Tu Ya Jaane Na
 


Jaane Tu Ya Jaane Na Lyrics Tags
Hindi Songs Lyrics, Jaane Tu Mera Kya Hai lyrics , Jaane Tu Ya Jaane Na Lyrics


Movies Songs

Mobiles/SMS

About FunAtoZ
 




www.FunAToZ.com is Best Viewed at 1024x780
Copyright © 2002-2013 Reseverd